Mai Ajanmi
Hu Ansh Tumhara
Fir Kyo Gair Banate Ho
Hai Kya Mera Dosh
Jo, Ishvar Ki Marji Zuthlate Ho
Mai Mas Majja Ka Pind Nahi
Durga Laxmi Aur Bhawani Hu
Bhao Ke Punj Se Rachi
Nity Rachtisrujan Kahani Hu
Ladki Honakisi Pap Ki
Nishani To Nahi
Fir
Mai To Abhi Ajanmihu
Mat Sahna Mere Liye Klish
Mat Sahejna Mere Liye Dahej
Mai Dikha Dungi
Ki Ladko Se Kamtar Nahi
Madda Rakhti Hu
Smsan Ghat Me Bhi Agni Dene Ka Bas Vinnti Meri Hai
Muze Duniya Me Aane To Do...
Hu Ansh Tumhara
Fir Kyo Gair Banate Ho
Hai Kya Mera Dosh
Jo, Ishvar Ki Marji Zuthlate Ho
Mai Mas Majja Ka Pind Nahi
Durga Laxmi Aur Bhawani Hu
Bhao Ke Punj Se Rachi
Nity Rachtisrujan Kahani Hu
Ladki Honakisi Pap Ki
Nishani To Nahi
Fir
Mai To Abhi Ajanmihu
Mat Sahna Mere Liye Klish
Mat Sahejna Mere Liye Dahej
Mai Dikha Dungi
Ki Ladko Se Kamtar Nahi
Madda Rakhti Hu
Smsan Ghat Me Bhi Agni Dene Ka Bas Vinnti Meri Hai
Muze Duniya Me Aane To Do...
No comments:
Post a Comment