THIS IS MY CHILDHOOD…
Days of childhood, essence of my life
The longer I grow, the larger my strife
Standing on a beach, remembering my past
Trying to recollect, those memories I’ve lost
When life meant nothing but too much fun
I spent whole days with my dear ones
Not silver, jewels, neither gems nor gold
I want nothing but my childhood to hold
Those were the days when world looks bright
And everything for me on the height of delight
Naughty feelings, care-free life and bath in rain
Were the chief activities of what I contained
Those days certainly prized possession of mine
When moon smiled at me and stars used to shine
Give me my childhood and take my adult
And I won’t care about the religious cult!
I wish the same :)
ReplyDeleteYe Daulat Bhi Le Lo, Ye Shohrat Bhi Le Lo
Bhale Cheen Lo Mujhse Meri Jawaani
Magar Mujhko Lauta Do Bachchpan Ka Saawan
Wo Kaagaz Ki Kasthi Wo Baarish Ka Paani
bachpan ki har shararat yaad hai mujhe
ReplyDeletemaa jab apne haath se khilaati
toh dheere se uski ungali kaat lena
jab wo mujhe nehlaati toh
khud se zyaada usse bhigo dena
school ke liye tayyar karti toh
apni kitaaben chhupa dena
aur chhodne jati toh raaste mein
chocolate ke liye zid karna
kabhi baarish mein bheeg kar aana
toh daant-te hue uska mujhe ponchhna
aur sardi ke dinon mein chupke se
ghar se baahar khelne jaana
aur bahut si shararton se usse sataana
par ab main badi ho gayi hoon
magar maa ye nahin samjhati
isi liye toh har roz subah
pehla niwala apne haath se khilati hai
taaki main kabhi toh apne bachpan mein lautoon
aur phir se uski ungali kaatoon
par main chahte huye bhi aisa nahin karti
kyonki main jaanti hoon ki usse taqleef hogi
wo niraash ho jaati hai
aur agle din phir se
isi ummeed se pehla niwala deti hai
ki shayad aaj main apne bachpan main lautoon
Bachapan Ke Din Bhi Kya Din The...
ReplyDeleteUdate Phirate Titali Ban Ke...
Waha Phirate The Hum Phoolon Mein Pade
Jahaan Dhoondhate Sab Hamein Chhote Bade :)
Thak Jaate The Hum Kaliyaan Chunate...
Kabhi Roye To Aap Hi Hans Diye Hum..
Chhoti Chhoti Kushi Chhote Chhote Wo Gum
Bachapan Ke Din Bhi Kya Din The...
Udate Phirate Titali Ban Ke
Bachapan...